Saturday 1 October 2016

shuhar ki na farmaani aur sunnat



ghar ke bazu wala doukhebaaz ghar sale karke ab kahera hai ke sale nahi kiya doukhebaaz.doukhebaaz ki aisi sazaa mili ke bhi koi bhi doukhabaaz na ho.



shaadi karke bhi apni ladki ko jaisa chaiye wasa istemal karte hai .yah insaan ke naam per degh hai.agar ladki ki shaadi nahi kare to achcha hoga .shaadi karke ladke ko pareshaan karte hai.





zimmedar aaj ke halaat ke woh log hai jo doulat ke upper kisi ko bhi pareshaan karte hai.yah insaniyaat naam ki koi chiz nahi hai.yah insaan nahi hai haiwan hai.






advocate jo jhoothe case court main kare us ko jurmaana ho 25 lakh ka aur jis ne jhootha case kiya us ko bhi 25 lakh kar jurmaana ho.








akhar insaaf kab milegi kya jaan jane ke bad kya kisi ka loksana hojane ke bad,akhar kab tak doukhebaaz ki zindigi main rehegi.aur doukhebaaz ko kab tak sazaa nahi miligi.akhar kab tak.


log jis ke dawaat ko jaate hai us ko gun gate hai .jhoote aur doukhabaaz ka saath dete hai .na haq ka saath dete hai.




advocate ke jhoote case in court awaam ke liye bahut pareshaani hogi us advocate ko sakhat se sakhat sazaa de jo advocate jhoote case court main karta hail